|
AAj subah subah  Pati se jhadap ho gai
Aur hamesha ki tarah Aankh bhar aayi
Apne ma baapu Ko yaad karke
Aaj wo is duniya me nahi
Laga anath k sath sab aisa h vyawhar karte hain
Par phir bhi Pati  ko dhamkaya
Mayke chali jaungi
Par agle hi pal yaad aaya
Ma hi nahi rahi to maayka kaisa
Kya mera  naata sirf Ma ke rehne k sath tha
Kya ab us ghar mein mera utna hi swagat hoga
Jaise maa ...
|